Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
Aaj Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aye moray gharSalli ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar Ankhon mein maazagh ka surmaSar par taaj Warafa’na kaHusn-e-mujassam Allahu akbar Subh-e-azzal hai Mukhra un kaShaam-e-awad hai Zulf ka sayaUnse hua har qalb munawwar Mehndi lagaon ghar ko sajaonMain angan mein naachon gaaonTann mann waaron Unke Charan par Aao…